Announcement

Collapse
No announcement yet.

Ankhon ko intezaar ki adat si ho gai

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Ankhon ko intezaar ki adat si ho gai

    Yani khayal-e-yar ki adat si ho gai,
    Ab dosra milay bi to dil maanta nhi,
    Hum ko to us ke pyaar ki adat si ho gai,
    Wo jhoot bi bolay to usay maantay hain sach,
    Us per to Aitbaar ki adat si ho gai,
    Ab dhoop main kahin bi milti nhi hai chaaon,
    Mujh ko to to Zulf-e-yar ki adat si ho gai,
    Khushian agr milay bi to hum ghum per waaar dey,
    Ghattay ke Karoobar ki adat si ho gai....
    Lovely-Shayaries

  • #2
    Nice one Keep posting
    Founder & Creative Mind of Megrisoft
    www.indiabook.com
    Business
    Please Do Not Spam Our Forum

    Comment


    • #3
      Ishq karne ke bhii kuch adaab huaa karte hain
      Khulii aankhon mein bhii kuch khwaab huaa karte hain
      Har koii rokar dikhaaye yeh zaruuri to nahin
      Khushk aankhon mein bhii sailaab huaa karte hain

      adaab = manners; khushk = dry






      CLICK TO

      VOTE FOR THE BEST MOVIE OF THE YEAR 2007

      Comment

      Working...
      X