Announcement

Collapse
No announcement yet.

pyar ishq aur mohabbat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    you guys have some real talent man. Aren't you guys never out of ideas. How do you guys keep on writing poems. seriously. Hats off to you guys.

    Comment


    • #47
      khushi de aapko… ...

      Suraj ke har kiran roshni de aapko, phulon ki har kali khusbu de aapko; hum toh kuch dene ke kaabil nahi, par dene wala har khushi de aapko… ...
      With Love From
      Punjabi Munda

      Comment


      • #48
        humsafar uska koi aur hota hai.....

        Ulfat mein kabhi ye haal hota hai,
        aankhen hasti hai magar dil rota hai,
        mante hain jise hum manzil apni,
        humsafar uska koi aur hota hai.....
        With Love From
        Punjabi Munda

        Comment


        • #49
          door houn mein

          bahoot karib magar zindagi se door houn mein,
          gamoun se door houn phir bhi khushi se door houn mein,
          yeh baat aur hai ki tu door nahin mujhe se,
          teri nigah mein rahkar tujhi se door houn mein
          With Love From
          Punjabi Munda

          Comment


          • #50
            intezaar wohi hai........

            murjha gaye phool par bahar wohi hai,
            door rehte ho par pyaar wohi hai,
            jante hai hum mil nahin pa rahe hai aapse,
            magar in aankhon mein intezaar wohi hai........
            With Love From
            Punjabi Munda

            Comment


            • #51
              Koi aakhon aakhon se baat kar leta hai
              Koi aakhon aakhon mein mulakat kar leta hai
              Bada mushkil hota hai tab jawab dena
              Jab koi khamosh rehkar sawal kar leta hai........

              Comment


              • #52
                aaane waaali

                Ruth gayi hai mujhko manane waali
                Ab koi nahi naaz mera uthaane waali
                Per jaane kya sonchta hai
                Yeh khula darwaaza
                Shayad rasta bhool gaya, aaane waaali
                With Love From
                Punjabi Munda

                Comment


                • #53
                  Kaash aisa ho ki tumko tum se chura loon,
                  waqt ko rok kar waqt se ek din chura loon,
                  Tum paas ho to is raat se ek raat chura loon,
                  Tum saath ho to is jahan se ye jahan chura loon...

                  Comment


                  • #54
                    Raat

                    Raat chup chap hai magar chand khamosh hai nahin, kaisey kahedoon aaj phir hosh nahin, aisa dooba teri aankhon ki garhai mein, haath mein jaam hai magar piney ka hosh nahin........!
                    With Love From
                    Punjabi Munda

                    Comment


                    • #55
                      Pyar kiya humne kabhi keh na sake,
                      dur kahi unse hum reh na sake,
                      aj ub maut ke itne kareeb hato,
                      lub sath ha magar hum kuch keh na sake

                      Comment


                      • #56
                        pyar

                        Badi muddat se chaha hai tujhe,
                        Badi duaon se paya hai tujhe,
                        tujhe khone ki sochu bhi to kaise,
                        Kismat ki lakiron se churaya hai tujhe.
                        With Love From
                        Punjabi Munda

                        Comment


                        • #57
                          Looooooooooooooooooooool

                          Comment


                          • #58
                            Qaynaat

                            Jee chahta hai tumse pyari si baat ho,
                            Khamosh tare aur lambi se raat ho,
                            Phir sari raat tumse hum kehte rahe,
                            Ki tum meri zindagi tum meri qaynaat ho......

                            Comment


                            • #59
                              Zindagi

                              Zindagi jaise ek saza si ho gayi hai,
                              gamm ke saagar me is kadar kho gayi hai,
                              tum kar do ek phone yeh gujarish hai meri,
                              tumari awaj ki adat si ho gayi hai.
                              With Love From
                              Punjabi Munda

                              Comment


                              • #60
                                Oh that's good!

                                Comment

                                Working...
                                X