Announcement

Collapse
No announcement yet.

Maa, Eek shabd jo bhulana nahie chahiye

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Maa, Eek shabd jo bhulana nahie chahiye

    Umer Bhar Seene Se Laga Kar Pala Hai Maa Ne
    Ghalat Batoon Pe Thora Thora Mara Hai Maa Ne
    Abhi Tak Wo Bachpan Ki Yaadein Hain Baqi
    Aur Woh Bachpan Ki Batein Hain Baqi
    Ke Jab Mein Ne Bola Tha Maa Pehli Baar
    Maa Ki Aankhon Mein Bhara Tha Kitna Pyar
    Paida Huwa Tha To Kuch Nahi Tha Mein
    Maa Ki Waajhe Se Aaj Hoon Kya Kya Mein
    Lalach To Kuch Nahi Meri Maa Ko Magar
    Acha Ho Jo Dedo Dil Tohfa Mein Agar
    Maa Ko Choorte Hain Aise Kuch Log Hotay Hain
    Phir Auroon Ke Liyay Wo Hamesha Soog Hotay Hain
    Kuch Logon Ke Liye Maa Ko Choorte Nahi
    Chahay Kuch Ho Jaye Moo Moorte Nahi
    Maa Se Hamesha Hamein Sukh Milte Hain
    Phir Bhi Us Ko Hamse Dukh Milte Hain
    Kash Qurbaan Karo Mein Sab Us Ki Sada Peh
    Aur Wo Mujhe Pyar Kare Meri Issi Ada Peh
    Maa Se Mujhe Koi Juda Na Karey
    Dunya mein kitnie hai navratein
    Phir bhie dilo mein hai chahatein
    Mar bhie Jaye Pyaar walein
    Zinda rehtie hai unki mohabbatein
Working...
X