Announcement

Collapse
No announcement yet.

Jane kis baat ki mujhko saja deta hai

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Jane kis baat ki mujhko saja deta hai

    Jane kis baat ki mujhko saja deta hai,
    meri hasti hui ankhon ko rula deta hai.
    Ek muddat se khabar bhi nahi teri,
    koi is tarah bhi kya apne Pyar ko bhula deta hai.

    Dil Hi Dil Main Hum Un Say Pyaar Kartay Hain,
    Chup-Chap Unki Mahobbat Ka Intezaar Kartay Hain
    Jin Rahoon Par Un Ka Chalna Mushkil Hai,
    Un Hi Rahoon Pay Hum Un Ka Intezaar Kartay Hain

    Bhulana tumhe na asaan hoga
    jo bhule tumhe wo nadan hoga
    aap to baste ho dil me hamari,
    bas aap hame na bhulana ye aapka ehsaan hoga


    thanks
Working...
X